Maut Ke Waqt Aankh khuli kiun rehti hai?
Maut Ke Waqt Aankh khuli kiun rehti hai?
Hazrat Abu Hurairah Radiyallahu Ta'ala Anho bayaan karte hain ki Rasoolullah Sallallahu Ta'ala Alaihi Wasallam ne irshaad farmaya ki
Kiya tum nahi dekhte ki jab koi marta hai to us ki aankhen phati ki phati reh jaati hai
Sahabah!!! ne arz ki ji Haan
Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshaad farmaya ki
Ye is liye ki us waqt nazar ROOH ka pichaa karti hai.
Ref [ Sharhus Sudoor. Safa No. 176 ]
☆Is Hadees E Pak se pataa chala ki jab farishta rooh nikaal kar le jataa hai to marne waala apni rooh ko dekhta rehtaa hai isi liyee marne ke baad aankh khuli rehti hai.
