Har Haal me Bhai ki Madad


°°°°°ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ°°°°°
 ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆       
     

Har Haal me Bhai ki Madad


📜Hazrat-e-Anas radhi allaho anho bayan karte hain ki:Huzur ﷺ ne irshad farmaya ki:Tum apne bhai ki madad karo chaahe woh zaalim ho ya mazloom.Ek shakhs ne arz kiya Ya Rasoolallah ﷺ ! Agar woh mazloom ho to main uski madad karunga lekin mujhe ye bataaiye ki agar woh zaalim ho to main uski madad kaise karunga?To Aap ﷺ ne farmaya ki use zulm karne se rok kar.

Ref {Sahi Bukhari,Hadis No.2311}

Popular posts from this blog

कलौंजी और शहद के फायदे क़ुरआन व हदीस की रौशनी में

AKHIRI NABI MUHAMMAD SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM KA BAYAN

MARIZ KA NAFSIYATI ( Saicological ) ILAAZ