Momin aur Munafiq ki Misaal


°°°ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ°°°

Momin aur Munafiq ki Misaal


📜عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ قَالَ: قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:مَثَلُ الْمُؤْمِنِ كَمَثَلِ الزَّرْعِ لاَ تَزَالُ الرِّيَاحُ تُفِيئُهُ وَلاَ يَزَالُ الْمُؤْمِنُ يُصِيبُهُ بَلاَءٌ وَمَثَلُ الْمُنَافِقِ كَمَثَلِ الشَّجَرَةِ الأَرْزِ لاَ تَهْتَزُّ حَتَّى تُسْتَحْصَدَ

Tarjama: Huzur Nabi kareem ﷺ ne farmaya ki: Momin ki misaal kheti ki tarah hai.Jise hawa barabar (idhar udhar)hilaati rahti hai. (Momin bhi aisa hi hota hai) us par barabar balaae aur takleef aati rahti hain. Aur Munafiq ki misaal Sanubar ke darkht ki tarah hai jo apni jagah se hilta hi nahi jab tak ki use jad se kaat na diya jaae.

Ref ( Tirmizi,Hadees No.3105

Popular posts from this blog

AKHIRI NABI MUHAMMAD SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM KA BAYAN