Kya dadhi rakhne ka Hukm Alimo ka hai?


°°°°°ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ°°°°°
 ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆     

Kya dadhi rakhne ka Hukm Alimo ka hai?

 عَنِ ابْنِ عُمَرَ عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: أَحْفُوا الشَّوَارِبَ وَأَعْفُوا اللِّحَى.

Tarjama: Huzur Nabi kareem ﷺ ne farmaya ki: Monchho ko past karo aur dadhio ko badhao.

Ref ( Sahi Muslim,Hadees No.623

Note: Is hadees sharif se maloom hua ki daadhi rakhne ka hukm,Nabi ﷺ ka hukm hai.Is liye is ka mazaaq udaana ya isko pasand na karna haqiqat me Nabi ﷺ ki baat ko na-pasand karna hai.Is liye jo musalman bhai ya behan aisi galti me hain unhe tauba kar leni chaahiye.

Popular posts from this blog

AKHIRI NABI MUHAMMAD SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM KA BAYAN