MOHARRAM UL HARAM

MOHARRAM UL HARAM 

PART:-03


➡{20}SAWAL Muharram Me Sunniyo Ko Kale(Black) Kapde Pehenna Kaisa Hai.?

✔JAWAB:- A'ala Hazrat Radi Allaho Anhu Farmate Hai: Musalmano Ko Chahiye Ashra Mubaraka Me 3(Three) Rango Ko Pehenne Se Bache: 1.Siyah, 2.Sabz, 3.Surkh..

ЁЯУЪ┘Б╪к╪з┘И█М ╪▒╪╢┘И█М█Б ╪┤╪▒█М┘Б ╪м╪п█М╪п ╪м24╪╡496

Hazrat Mufti Mohammad Khalil Khan Barkati Bhi Irshad Farmate Hai: Ayyam E Muharram Yani 1Muharram Se 12wi Muharram Tak Siyah Rang Na Pehna Jaye Qki Ye Rafziyo Yani Shiyao Ka Tarika Hai.. 

ЁЯУУ ┘Е╪з╪о┘И╪░ ╪з╪▓ ╪│┘Ж█М ╪и█Б╪┤╪к█М ╪▓█М┘И╪▒،╪н╪╡█Б ┘╛┘Ж╪м┘Е ╪╡575

 Moharram Shareef Me Kale Kapde Pehenna Shiyao Ka Tarika Hai Aur Sog/Gham Ki Alamat Hai Isliye Ulma Farmate Hai: Ke Siyah Libas Pehenna Se Musalman Bache Taki Koi Dekh Kar Badghumani Na Kare Shia Na Samjhe Ha Ashra E Muharram Ke ilawa Kala Libas Pehenne Me Shar'an Koi Harj  Nahi Jaisa Ke Qanoon E Shariat Me Likha Hai, Siyah Kapde Pehenna Zahir Karne Ke Liye Na Ho To Mutlaqan Jaiz Hai..

ЁЯУУ ┘В╪з┘Ж┘И┘Ж ╪┤╪▒█М╪╣╪к ╪╡335

➡{21}SAWAL. Musalmano Ka Muharram Shareef Me Pani Ya Sharbat Ki Sabeel Lagana Kaisa Hai.?

✔JAWAB:- Alawa Hazrat Radi Allaho Anhu Farmate Hai: Pani Ya Sharbat Ki Sabeel Lagaya Jab Ke Ye Niyyat E Mahmood (Yani Achhi Niyyat Ke Sath) Aur Khalisan Liwajhillah (ALLAH Ki Riza Ke Liye) Sawab Resai Arwah E Tayyebah Aaimmae Ithar (Aaimmae Ithaar Ki Paak Arwah/Rooho Ko Sawab Pahunchana) Maqsud Ho Bila Shubha Behtar O Mustahab O Kaar E Sawab Hai..

ЁЯУЪ ┘Б╪к╪з┘И█М ╪▒╪╢┘И█М█Б ╪┤╪▒█М┘Б ╪м╪п█М╪п ╪м24╪╡520


➡{22}SAWAL:- Ahle Tashi Ki Lagai Hui Sabeel Se Sunni Musalmano Ko Pani, Sharbat Waghaira Pina Chahiye Ya Nahi.?

✔JAWAB:- A'ala Hazrat Radi Allaho Anhu Farmate Hai: Mutawatir Suna Gaya Hai Ke Sunniyo Ko Jo Sharbat Dete Hai Usme Nijasat/Gandagi Milate Hai Aur Kuch Na Ho To Apne Yaha Ke Napak Qullatain Ka Pani Milate Hai..

ЁЯУЪ ┘Б╪к╪з┘И█М ╪▒╪╢┘И█М█Б ╪┤╪▒█М┘Б ╪м╪п█М╪п ╪м24╪╡526

Popular posts from this blog

рдХрд▓ौंрдЬी рдФрд░ рд╢рд╣рдж рдХे рдлाрдпрджे реШुрд░рдЖрди рд╡ рд╣рджीрд╕ рдХी рд░ौрд╢рдиी рдоें

AKHIRI NABI MUHAMMAD SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM KA BAYAN

MARIZ KA NAFSIYATI ( Saicological ) ILAAZ